SEARCH RESULTS
Showing search results for "adab-aadaab"
Nazm MATCHES FOR "adab-aadaab"
Nazm
KHidmat-e-adab
jab tak adab-baraa-e-adab kaa rahaa KHayaal
adbaar-o-muflisii se rahe ham shikasta-haal
Raza Naqvi Vahi
Nazm
daraKHt-e-zard
''adab adab kutte tire kaan kaaTuu.n
'zaryuun' ke byaah ke naan baaTuu.n''
Jaun Eliya
Nazm
ghaalib ki ghazal
ik parastaar-e-adab ke liye ai sajda-e-shauq
masjid-o-mimbar-o-mehraab hai 'Gaalib' kii Gazal
Mohammad Abdul Qadir Adeeb
Nazm
adab ke nam pe
adab ke naam pe tahziib ke luTero.n ne
jo kaar-haa-e-numaayaa.n kiye kahuu.n kaise
Tazeen Raaz
Nazm
parinde
aur KHud apnii Taa.ngo.n se a aur v u.ngliyo.n se banaa kar
ajab tuntune se kha.Daa thaa
Adeeb Sohail
Nazm
sardar jafri ke nam
ho gayaa KHaamosh vo ahl-e-zabaa.n
thaa jo gulzaar-e-adab kaa paasbaa.n
Bismil Aazmi
Nazm
naqsh-e-pa
ye niim-KHvaab ghaas par udaas udaas naqsh-e-paa
kuchal rahaa hai shabnamii libaas kii hayaat ko
Akhtarul Iman
Nazm
tahniyati nazm
ai 'sabaa' ai KHaama-bardaar-e-gulistaan-e-adab
bin tirii shirkat ke mahfil me.n banii hai baat kab
Safiya Ankolvi
Nazm
tark-e-talluq
sochte the ki ho naa-vaaqif-e-aadaab-e-vafaa
tum me.n to tark-e-ta.alluq kaa saliiqa bhii nahii.n
Naseem Syed
Nazm
aah firaq sahab
ai parastaar-e-adab ruuh-e-adab shaah-e-suKHan
zaat se terii munavvar thii adab kii anjuman
Basant Lakhnavi
Nazm
nilo
tuu ki naa-vaaqif-e-aadaab-e-shahanshaahii thii
raqs zanjiir pahan kar bhii kiyaa jaataa hai
Habib Jalib
Nazm
sahar
shaa.irii tire taKHayyul kii rahegii muhtaaj
mahfil-e-ilm-o-adab tujh se rahegii raushan
Bekal Utsahi
Nazm
kaun hai mujrim shahr-e-ilm ki taraji ka
ba-naam-e-ilm-o-adab jo paayaa
abdullaah-ibn-e-ubay kii daulat abuu-jahl kii vo KHaasiyat hai
Abu Bakr Abbad
Nazm
dilli aur hum
aa.ina hai ham se us ke ahd-e-zarrii.n kii jhalak
us ke tahziib-o-adab ke aa.iina-KHaane hai.n ham