SEARCH RESULTS
Showing search results for "adab-aadaab"
Ghazal MATCHES FOR "adab-aadaab"
Ghazal
jise bhii ho.n adab-aadaab dekh saktaa hai
ko.ii bhii shaKHs tire KHvaab dekh saktaa hai
Jamal Ehsani
Ghazal
'adam' ba.De adab-aadaab se hasiino.n ne
hame.n sitam kaa nishaana banaa ke maar diyaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
mahfil ne tirii apnaa bharam tak nahii.n rakkhaa
kyaa KHaak barat.te adab-aadaab vaGaira
Ahtamam Sadiq
Ghazal
tum ne samjhaa.e mirii soch ko aadaab adab
lafz o ma.anii se ulajhnaa bhii tumhii se siikhaa
Zehra Nigaah
Ghazal
ham jo Gusse me.n bipharte hai.n to rab shaahid hai
KHaandaanii adab-aadaab nikal aate hai.n
Adnan Asar
Ghazal
taviil marhala-e-shauq hogaa tai kyuu.nkar
abhii talak adab-aadaab me.n pha.nsaa hu.aa huu.n
Syed Mohammad Tajeel Mehdi
Ghazal
aa ga.e hai.n ye mire shahr me.n kis shahr ke log
guftuguu me.n adab-aadaab nahii.n dekhte hai.n
Anees Ashfaq
Ghazal
jo dekhe the vo saare KHvaab ruKHsat ho ga.e hai.n
hamaare sab adab aadaab ruKHsat ho ga.e hai.n
Raees Ansari
Ghazal
ik to ham ko adab aadaab ne pyaasaa rakkhaa
us pe mahfil me.n suraahii ne bhii gardish nahii.n kii
Ahmad Faraz
Ghazal
baat me.n zahr milaayaa hai isii duurii ne
talKHii-e-hijr adab-aadaab me.n dar aa.ii hai
Babar Zuhrab
Ghazal
vo to aise hii mujhe aap bulaatii hai 'hasan'
jab ki mujh ko adab-aadaab me.n rahnaa hii nahii.n
Hasan Zaheer Raja
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ishq kii chaahiye ta.aliim abhii aur use
jo mohabbat adab aadaab se kam vaaqif hai