SEARCH RESULTS
Showing search results for "adad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "adad"
Ghazal
KHushk diivaar me.n siilan kaa sabab kyaa hogaa
ek adad za.ng lagii kiil thii tasviir ke ba.ad
Umair Najmi
Quote
Ibn۔e۔Insha
PAGE MATCHES FOR "adad"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "adad"
Translation
Saadat Hasan Manto
Ghazal
Gam to hai.n baKHt ke baazaar me.n maujuud bahut
kaasa-e-jism me.n dil ek adad hai had hai
Nadeem Sirsivi
Ghazal
vaqt apnaa zar-KHariid thaa ha.ngaam-e-mai-kashii
lamhe ko tuul de ke abad ham ne kar diyaa
Sirajuddin Zafar
Ghazal
ye jabr-e-mashiyat hai kii tanhaa.ii kii aadat
mai.n qaid huu.n diivaar me.n dar hote hu.e bhii
Shozeb Kashir
Mazahiya
is tarah nusKHa likhegaa chaara-saaz-e-nabz-bii.n
daadraa das baara Thumrii do adad ek bhairvii.n''
Dilawar Figar
Ghazal
bas itnii der me.n aadaad ho ga.e tabdiil
ki jitnii der me.n ham ne unhe.n shumaar kiyaa
Sagheer Malal
Ghazal
saal ke saath badalnaa nahii.n aataa 'kaazim'
haa.n badal jaate hai.n a.adaad magar mai.n to nahii.n
Kazim Husain Kazim
Sher
ye KHvaab kaun dikhaane lagaa taraqqii ke
jab aadmii bhii adad me.n shumaar hone lage
Nomaan Shauque
Article
Saadat Hasan Manto
Ghazal
'anjum' is shahr ko daa'vaa thaa zabaa.n-daanii kaa
shaa'ir is shahr me.n tuu ek 'adad hai had hai
Shehzad Anjum Burhani
Ghazal
jotshii ko.ii ulaT-pher kaa hal hai ki nahii.n
sab sitaare hai.n nahuusat bhare aa'daad samet












