SEARCH RESULTS
Showing search results for "afadi adab ebooks"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "afadi adab ebooks"
Ghazal
jab ishq sikhaataa hai aadaab-e-KHud-aagaahii
khulte hai.n Gulaamo.n par asraar-e-shahanshaahii
Allama Iqbal
Sher
jab ishq sikhaataa hai aadaab-e-KHud-aagaahii
khulte hai.n Gulaamo.n par asraar-e-shahanshaahii
Allama Iqbal
Ghazal
Haneef Kaifi
Ghazal
idraak ke ye dukh ye azaab aagahii ke dost!
kis se kahe.n KHataa nigah-e-KHud-nigar kii hai
Abdul Ahad Saaz
MORE MATCHES FOR "afadi adab ebooks"
Ghazal
'adam vujuud baraabar hai in nikammo.n kaa
jo aagahii ke faraa.iz adaa nahii.n karte
Zia Asadi Sironji
Ghazal
mire bahr o bar ko sameT le mire kuuza-gar
mujhe an-kahii mujhe aagahii kaa azaab de
Bushra Ejaz
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
mai.n jaantaa huu.n ki kyaa hai ye aagahii kaa azaab
jo harf harf mirii zaat par khulaa hu.aa hai
Abdurrahman Wasif
Ghazal
mai.n aagahii ke ajab mansabo.n pe faa.ez huu.n
ki aap apnaa hii munkir huu.n apne andar se
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
KHud-aagahii kaa ajab rog lag gayaa hai mujhe
ki apnii zaat pe dhoka tiraa hu.aa hai mujhe
Raees Warsi
Article
Abdur Rahman Chughtai
Ghazal
ajab kaifiyyat-e-KHud-aagahii ma.aluum hotii hai
KHudii hotii hai paidaa be-KHudii ma.aluum hotii hai
Zabt Ansari
Nazm
sadr darwaze pe muntazar
aagaahii kaa bhaarii patthar sar par uThaa.e
adam-aagaahii ke mahlo.n ke
Parveen Tahir
Nazm
ye aankh muntazir hai kisi inqalab ki
is daur-e-aagahii me.n
to jiinaa azaab hai
Sabeela Inam Siddiqui
Nazm
majburi
mujhe bhii ko.ii muqaddas kitaab de jaa.o
ye aagahii kaa musalsal 'azaab le jaa.o
Balraj Bakhshi
Nazm
TukDe
yaa aagahii kaa 'azaab palko.n ke naam likh kar
parind-e-KHush-rang KHvaab ke sab