SEARCH RESULTS
Showing search results for "agyaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "agyaar"
Nazm
shikwa
saaz KHaamosh hai.n fariyaad se maamuur hai.n ham
naala aataa hai agar lab pe to ma.azuur hai.n ham
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
kis kii aa.nkho.n me.n samaayaa hai shi.aar-e-aGyaar
ho ga.ii kis kii nigah tarz-e-salaf se be-zaar
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "agyaar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "agyaar"
Ghazal
hai majma-e-aGyaar ki ha.ngaama-e-mahshar
kyaa sair mire diida-e-tar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
mahfil me.n tum aGyaar ko duz-diida nazar se
manzuur hai pinhaa.n na rahe raaz to dekho
Momin Khan Momin
Nazm
parchhaiyan
jiine kii KHaatir martaa huu.n
apne fan ko rusvaa kar ke aGyaar kaa daaman bhartaa huu.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
milnaa tiraa agar nahii.n aasaa.n to sahl hai
dushvaar to yahii hai ki dushvaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Nazm
ai mere sare logo
mirii bastii se pare bhii mire dushman ho.nge
par yahaa.n kab ko.ii aGyaar kaa lashkar utraa
Ahmad Faraz
Sher
aish ke yaar to aGyaar bhii ban jaate hai.n
dost vo hai.n jo bure vaqt me.n kaam aate hai.n
Unknown
Ghazal
thii.n kamaane.n to haatho.n me.n aGyaar ke
tiir apno.n kii jaanib se aate rahe














