SEARCH RESULTS
Showing search results for "aishwarya a"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aishwarya a"
Ghazal
tire ishaara-e-abruu kaa ehtiraam kare.n
vajuud apnaa sambhaale.n ki teraa kaam kare.n
Ramz Azimabadi
Ghazal
nayaa shaguufa ishaara-e-yaar par khilaa hai
gulaab ab ke chaman kii diivaar par khilaa hai
Saba Naqvi
Ghazal
ham ko to dard-e-judaa.ii se hii mar jaanaa thaa
chand roz aur na qaatil ko ishaara karte
A G Josh
Ghazal
kahaa.n se laa.uu.n ilaahii vo duurbii.n aa.nkhe.n
ki ho ishaara-e-angusht-e-haq-numaa maa'luum
Shad Azimabadi
Ghazal
ishaara-e-gul-o-bulbul pe chashmak-e-nargis
ilaahii raaz kisii kaa bhii aashkaar na ho
Yagana Changezi
MORE MATCHES FOR "aishwarya a"
Ghazal
tumhaare Guncha-o-gul se Garaz nahii.n mujh ko
idhar ishaara-e-baad-e-sabaa se aayaa huu.n
Rais Amrohvi
Ghazal
abhii thak kar mai.n bistar par giraa thaa
safar kaa phir ishaara aa gayaa thaa
Syed Konain Haider Kazmi
Ghazal
bantii mataa-e-kashf to kyaa aa.ine kii chhuuT
lazzat hii kuchh ishaara-e-ham-raaz se uThaa
Aziz Hamid Madni
Ghazal
bantii mataa-e-kashf to kyaa aa.ine kii chhuuT
lazzat hii kuchh ishaara-e-ham-raaz se uThaa
Aziz Hamid Madni
Ghazal
paiGaambar ishaara-e-abruu se mar gayaa
phir jii uThegaa lab bhii hilaa do javaab me.n
Ismail Merathi
Ghazal
aa.nkho.n se yuu.n ishaara-e-dushman na dekhte
hote na is qadar jo nigahbaaniyo.n me.n ham
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
kisii me.n apnii sifat ke sivaa kamaal nahii.n
jidhar ishaara-e-fitrat ho sar jhukaa.e jaa
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
kaafii hai ik ishaara-e-abruu tiraa hame.n
kuchh aashiqo.n ke qatl ko shamshiir shart hai
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
zamiin kartii hai mujh ko ishaara-e-parvaaz
mirii tamaam bulandii rahiin-e-pastii hai
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
hame.n ishaara-e-kun ke fareb ne maaraa
jahaa.n me.n aa ga.e diivaana-vaar kyaa kahiye
