SEARCH RESULTS
Showing search results for "andesh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "andesh"
Ghazal
ye dil ko taab kahaa.n hai ki ho ma.aal-andesh
unho.n ne va.ada kiyaa is ne e'tibaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
puKHta hotii hai agar maslahat-andesh ho aql
ishq ho maslahat-andesh to hai KHaam abhii
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "andesh"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "andesh"
Naat
KHataa-kaar se darguzar karne vaalaa
bad-andesh ke dil me.n ghar karne vaalaa
Altaf Hussain Hali
Ghazal
dekh miT jaa.egaa hastii se guzar jaa.egaa
dil-e-naa-aaqebat-andesh unhe.n yaad na kar
Bedam Shah Warsi
Ghazal
ye to mumkin hai ki ho jaa.uu.n tiraa KHair-andesh
haa.n magar is se ziyaada nahii.n ho paa.uu.ngaa
Rahul Jha
Ghazal
duur-andesh mariizo.n kii ye aadat dekhii
har taraf dekh liyaa jab tirii suurat dekhii
Josh Malihabadi
Nazm
teri yaad
yaad maanind-e-KHirad maslahat-andesh nahii.n
Duubtii ye nahii.n holland ke mai-KHaano.n me.n
Jagan Nath Azad
Ghazal
yaarab Galat ho fahm-e-kaj-andesh kaa gumaa.n
kuchh kah rahaa hai in se aduu iltijaa ke saath
Anwar Dehlvi
Ghazal
aafiyat dushman thaa dil-naa-aaqebat-andesh ham
ab kise ilzaam de.n 'aKHtar' kise rusvaa kare.n
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
ye kahnaa ho ga.e ham itne maslahat-andesh
chale jo luu to use abhii KHunuk havaa kahnaa







