SEARCH RESULTS
Showing search results for "andesh"
Nazm MATCHES FOR "andesh"
Nazm
teri yaad
yaad maanind-e-KHirad maslahat-andesh nahii.n
Duubtii ye nahii.n holland ke mai-KHaano.n me.n
Jagan Nath Azad
Nazm
kasrat-e-aulad
suniye ik naa-aaqibat-andesh kii fariyaad hai
kah rahaa hai vo mujhe apnii javaanii yaad hai
Syed Mohammad Jafri
Nazm
KHud-faroshi
ab maslahat-andesh hu.e ahl-e-junuu.n bhii
shoriidgii-e-daar-o-rasan bech rahe hai.n
Payam Fatehpuri
Nazm
paigham-e-wafa
ye vafaa maslahat-andesh bhii ho saktii hai
is chamaktii hu.ii zanjiir se Dar lagtaa hai
Bazm Ansari
Nazm
shikwa
KHuugar-e-paikar-e-mahsuus thii insaa.n kii nazar
maantaa phir ko.ii an-dekhe KHudaa ko kyuu.nkar
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
naKHl-e-shama astii o dar shola do-resha-e-tuu
aaqibat-soz bavad saaya-e-andesha-e-tuu
Allama Iqbal
Nazm
andesha
baat niklegii to phir duur talak jaa.egii
log be-vaj.h udaasii kaa sabab puuchhe.nge
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
etiraf
bint-e-mahtaab ho garduu.n se utar aa.ii ho
mujh se milne me.n ab andesha-e-rusvaa.ii hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aaj ki shab to kisi taur guzar jaegi
ek andesha-e-be-naam hai aur kuchh bhii nahii.n
dekhnaa ye hai ki kal tujh se mulaaqaat ke ba.ad
Parveen Shakir
Nazm
aaKHiri KHat
aur had se guzar jaa.egaa andoh-e-nihaanii
thak jaa.e.ngii tarsii hu.ii naakaam nigaahe.n