SEARCH RESULTS
Showing search results for "ashad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ashad"
Sher
aaj bhii naqsh hai.n dil par tirii aahaT ke nishaa.n
ham ne us raah se auro.n ko guzarne na diyaa
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
zaKHm-e-furqat ko tirii yaad ne bharne na diyaa
Gam-e-tanhaa.ii magar ruKH pe ubharne na diyaa
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Sher
kisii hasii.n se lipaTnaa ashad zaruurii hai
hilaal-e-iid to ko.ii subuut-e-iid nahii.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
vo meraa hai to kabhii bhii na aazmaa.uu.n use
miraa nahii.n hai to phir kis liye sataa.uu.n use
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
PAGE MATCHES FOR "ashad"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ashad"
Ghazal
aa jaa.o ab to zulf pareshaa.n kiye hu.e
ham raah par hai.n sham.a farozaa.n kiye hu.e
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
dil maantaa nahii.n hai manaane ke baa'd bhii
kartaa hai un ko yaad bhulaane ke baa'd bhii
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
tiir-e-nazar ne aap kii ghaa.il kiyaa mujhe
phir shauq-e-intizaar ne paagal kyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Sher
yaad rakhnaa bhii ik ibaadat hai
kyuu.n na ham un kaa haafiza ho jaa.e.n
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
pahle KHud hii mire KHvaabo.n ko sabotaazh kiyaa
ab zaruurat hai mirii aur ashad hai had hai
Ahmad Aqeel
Ghazal
ik to use har baat me.n had chaahiye merii
phir us pe mohabbat bhii ashad chaahiye merii
Aal-e-Umar
Sher
ik lafz yaad thaa mujhe tark-e-vafaa magar
bhuulaa hu.aa huu.n Thokare.n khaane ke baa'd bhii
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Sher
aa.o to mere sahn me.n ho jaa.e raushnii
muddat guzar ga.ii hai charaaGaa.n kiye hu.e