SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-harzah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ba-harzah"
Ghazal
na ho ba-harzah bayaabaa.n-navard-e-vahm-e-vajuud
hanuuz tere tasavvur me.n hai nasheb-o-faraaz
Mirza Ghalib
Ghazal
ishq kaa khel ba-har-haal gavaaraa hotaa
tum na hote to ko.ii aur hamaaraa hotaa
Muntazir Qaimi
Sher
gum to honaa thaa ba-har-haal kisii manzar me.n
dil hu.aa KHvaab me.n gum aa.nkh hu.ii aab me.n gum
Akram Mahmud
MORE MATCHES FOR "ba-harzah"
Ghazal
kaar-gaah-e-hastii me.n laala daaG-saamaa.n hai
barq-e-KHirman-e-raahat KHuun-e-garm-e-dahqaa.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
be-harkat huu.n patthar ke but kii suurat
aur sar-e-baazaar kha.Daa huu.n barso.n se
Aleem Jahangir
Ghazal
tanhaa nahii.n huu.n gar dil-e-diivaana saath hai
vo harzah-gard huu.n ki parii-KHaana saath hai
Nazm Tabatabai
Ghazal
neza liye nikle hai.n to kyo.n KHauf-zada ho
sarkaar ba-har-haal masiihaa.ii kare.nge
Amir Hamza Saqib
Ghazal
'zaa.iq' agar ho kahnii to kahiye mufiid baat
harzaa-saraa.iyo.n kaa zamaana nahii.n rahaa