SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-harzah"
Ghazal MATCHES FOR "ba-harzah"
Ghazal
na ho ba-harzah bayaabaa.n-navard-e-vahm-e-vajuud
hanuuz tere tasavvur me.n hai nasheb-o-faraaz
Mirza Ghalib
Ghazal
ishq kaa khel ba-har-haal gavaaraa hotaa
tum na hote to ko.ii aur hamaaraa hotaa
Muntazir Qaimi
Ghazal
kaar-gaah-e-hastii me.n laala daaG-saamaa.n hai
barq-e-KHirman-e-raahat KHuun-e-garm-e-dahqaa.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
be-harkat huu.n patthar ke but kii suurat
aur sar-e-baazaar kha.Daa huu.n barso.n se
Aleem Jahangir
Ghazal
tanhaa nahii.n huu.n gar dil-e-diivaana saath hai
vo harzah-gard huu.n ki parii-KHaana saath hai
Nazm Tabatabai
Ghazal
neza liye nikle hai.n to kyo.n KHauf-zada ho
sarkaar ba-har-haal masiihaa.ii kare.nge
Amir Hamza Saqib
Ghazal
'zaa.iq' agar ho kahnii to kahiye mufiid baat
harzaa-saraa.iyo.n kaa zamaana nahii.n rahaa
Muneer Ahmad Jami
Ghazal
mohtasib ne hii pa.Dhaa hogaa maqaala pahle
mirii taqriir ba-har-haal javaabii hogii
Abdul Hamid Adam
Ghazal
sharaab KHaamushii merii anaa tumhaaraa naam
tumhaare baa'd ba-har-haal thaa tumhaaraa naam
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
duniyaa me.n jafaa.o.n ke sazaa-vaar hamii.n hai.n
'mumtaaz' ba-har-haal gunahgaar hamii.n hai.n
Mumtaz Mirza
Ghazal
chal diye jaanib-e-manzil ko ba-hamraah-e-junuu.n
ham ne to fikr na kii raah kii dushvaarii kii
Khursheed Alig
Ghazal
ishq hai ishq ba-har-haal numuu paa.egaa
ya.anii jalte hu.e bhii aur pighalte hu.e bhii
Pirzada Qasim
Ghazal
tujh ko suKHan-shanaas ba-har-haal chaahiye
'shaadaab' teraa ko.ii taraf-daar bhii nahii.n
Moin Shadab
Ghazal
KHat ba-har-haal rahe ba.is-e-taskiin 'asad'
ko.ii mausam ho yahaa.n shaam suhaanii likhnaa
Asad Rizvi
Ghazal
tez aa.ndhii me.n jalaanaa hai agar apnaa charaaG
ruKH havaa.o.n kaa ba-har-haal badalnaa hogaa
Munib Muzaffarpuri
Ghazal
zabt sheva hai ba-har-haal hamaaraa varna
har zabaa.n nok pe talvaar liye phirtii hai
Naqqash Abidi
Ghazal
tez aa.ndhii me.n jalaanaa hai agar apnaa charaaG
ruKH havaa.o.n kaa ba-har-haal badalnaa hogaa