SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-sa.ng-e-jafaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ba-sa.ng-e-jafaa"
Ghazal
be-mehrii terii kyaa kahuu.n ai sa.ng-dil ki chuur
mujh dil kaa shiisha tuu ne ba-sa.ng-e-jafaa kiyaa
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Sher
jo ham ye tiflo.n ke sa.ng-e-jafaa ke maare hai.n
buto.n kaa shikva nahii.n ham KHudaa ke maare hai.n
Wali Uzlat
Ghazal
teG-e-sitam kabhii hai to sa.ng-e-jafaa kabhii
ya.anii nasiib-e-ishq vahii hai jo thaa kabhii
Rahman Khawar
Ghazal
Nazm Tabatabai
Ghazal
diivaane ko tere nahii.n kuchh huu kii zaruurat
muhtaaj ba-sa.ng-e-kaf-e-tiflaa.n nahii.n hotaa
Anisa Haroon Sharwaniya
PAGE MATCHES FOR "ba-sa.ng-e-jafaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ba-sa.ng-e-jafaa"
Ghazal
juu.n sard rakhaa sa.ng-e-jafaa se mujhe aazaad
marhuun tiraa jii se mai.n ai be-samarii huu.n
Qayem Chaandpuri
Ghazal
vo ka.aba-e-dil to.Dte hai.n sa.ng-e-jafaa se
barbaad hu.aa jaataa hai allaah kaa ghar aaj
Raj Bahadur Saxena Auj
Ghazal
vo shiisha-e-dil hai ki isii sa.ng-e-jafaa par
sau baar agar phe.nkiye yak-baar na TuuTe
Ashraf Ali Fughan
Ghazal
mu.nh na mo.Degaa ye aasii gar yuu.nhii manzuur hai
liijiye sa.ng-e-jafaa aur shiisha-e-dil to.Diye
Fakhruddin Khan Mahir
Ghazal
har harf me.n saKHtii hai tire sa.ng-e-jafaa se
Dartaa huu.n na phir shiisha-e-dil chuur ho ai shaiKH
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
hu.e sa.ng-e-jafaa se shiisha-e-dil ke ka.ii Tuk.De
bas ab is se ziyaada aur chaknaachuur mat kiijo
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
Lutfunnisa Imtiyaz
Ghazal
Ummeed Fazli
Ghazal
Inamullah Khan Yaqeen
Ghazal
kyaa KHaak aab-daarii-e-teG us se ho ki hai
vo chashm-e-surma-saa jo ba-sa.ng-e-fasaa.n fusuu.n