SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-yak-vaqt"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ba-yak-vaqt"
Mazahiya
idhar ham se mahfil me.n nazre.n la.Daanaa
udhar Gair ko dekh kar muskuraanaa
Sarfaraz Shahid
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ba-yak-vaqt"
Sher
shaa.erii ishq Gam rizq kitaabe.n ghar-baar
kitnii samto.n me.n ba-yak-vaqt guzar hai meraa
Aziz Nabeel
Nazm
mahmud-o-ayaz
ye KHuubiyaa.n jo ba-yak-vaqt ko.ii paataa hai
dimaaG us kaa yaqiinan KHaraab jaataa hai
Shauq Bahraichi
Ghazal
ye terii merii judaa.ii kaa naqsh hai baadal
baras rahaa hai ba-yak-vaqt vaa.n bhii chhaa.e hu.e
Afzaal Naveed
Nazm
silsila KHwabon ka
zehn-e-shaa.ir me.n ba-yak-vaqt ye ubhre hai.n savaal
tere chehre ko sabhii ek ka.nval kahte hai.n
Muslim Shameem
Ghazal
saath us kaa nibhaataa huu.n to ye meraa hunar hai
vo shaKHs ba-yak-vaqt hai paanii bhii agan bhii
Pawan Kumar
Nazm
bhuk
samajh gayaa mai.n use dekhte hii haal us kaa
ki us kii shakl ba-yak-vaqt thii javaab-o-savaal
Raza Naqvi Vahi
Ghazal
ai husn ba-yak-vaqt tiraa jalva-o-parda
ye raaz ko.ii ahl-e-junuu.n faash na kar de