SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba.De-ba.Do.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ba.De-ba.Do.n"
Sher
ba.De ba.Do.n ke qadam Dagmagaa ga.e 'taabaa.n'
rah-e-hayaat me.n aise maqaam bhii aa.e
Ghulam Rabbani Taban
Nazm
wahi kahani baDi purani
ko.ii un se jiit na paayaa
ba.De ba.Do.n kii mar ga.ii naanii
Ahmad Hatib Siddiqi
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "ba.De-ba.Do.n"
MORE MATCHES FOR "ba.De-ba.Do.n"
Ghazal
ba.De-ba.Do.n kii tarah-daariyaa.n nahii.n chaltii.n
uruuj terii KHabar jab zavaal letaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
ba.De ba.Do.n ke qadam Dagmagaa ga.e 'taabaa.n'
rah-e-hayaat me.n aise maqaam bhii aa.e
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
zabaan-e-ishq jo khole.n kahii.n pe sannaaTe
ba.De ba.Do.n kii bhii daanaa.iyaa.n ulajh jaa.e.n
Nirmal Nadeem
Ghazal
raah-e-vafaa me.n aa.e hai.n vo marhale jahaa.n
'maa.il' ba.De-ba.Do.n ke qadam Dagmagaa ga.e
Mayal Khairabadi
Ghazal
ba.De ba.Do.n ko Thikaane lagaa diyaa us ne
ye ishq laash bhii sahraa ke paar phe.nktaa hai
Ataul Hasan
Ghazal
qad kaa nahii.n ba.Daa pe jasaarat to dekhiye
kitne ba.De ba.Do.n ke baraabar kha.Daa huu.n mai.n
Sabir Danish
Ghazal
biThaa diyaa gayaa pahle ba.De ba.Do.n me.n mujhe
phir ek camera focus kiyaa gayaa mujh par
Haris Bilal
Ghazal
jis par ba.De ba.Do.n ne haath kha.De kar Daale
do ho.nTo.n se baat sambhaalii jaa saktii hai
Iliyas Babar Aawan
Ghazal
ba.De ba.Do.n ne yahaa.n aa ke dam nahii.n maaraa
vo aa.e marhale apnii sadaa se Darne ke
Manmohan Talkh
Ghazal
ba.De-ba.Do.n ke qadam Dagmagaa ga.e hai.n yahaa.n
ye imtihaan kaa ik daur hai shabaab nahii.n
