SEARCH RESULTS
Showing search results for "baa.is-e-iztiraar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "baa.is-e-iztiraar"
Ghazal
rauza-e-aqdas pe aakar kyo.n na Thahre.n qaafile
baa.is-e-taskiin-e-dil hai aastaana aap kaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
kuchh aisii baat ho jo muujib-e-taskiin-e-KHaatir ho
vo kyaa iqraar hai jo baa.is-e-aazaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
naqaab uThne kii jur.at kahii.n na kar baiThe
ba.Dhaa.e kyuu.n dil-e-muztar kaa iztiraar lihaaz
Parveen Umm-e-Mushtaq
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "baa.is-e-iztiraar"
Nazm
jamia-usmaniya
terii har harakat me.n maKHfii aarzuu-e-iztiraar
terii tadbiir-e-amal par inhisaar-e-zindagii
Maikash Akbarabadi
Ghazal
baa.is-e-amn-o-mohabbat hai agar meraa lahuu
qatra qatra ba-KHudaa de ke chalaa jaa.uu.ngaa
Muzaffar Razmi
Nazm
mohabbat mein KHuda bhi mubtala hai
mohabbat baa.is-e-arz-o-samaa hai
mohabbat me.n KHudaa bhii mubtalaa hai
Naeem Zarrar Ahmad
Nazm
jawab-e-shikwa
haath be-zor hai.n ilhaad se dil KHuugar hai.n
ummatii baa.is-e-rusvaa.i-e-paiGambar hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
chaaraagar KHatra-e-jaa.n kahte the jis ko 'baasir'
vahii Gam baa.is-e-aaraam-e-rag-e-jaa.n niklaa
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
avval yahii hai baa.is-e-KHuu.n-rezii-e-jahaa.n
zevar hai zan hai zor hai yaa zan zamiin hai
Meer Hasan
Ghazal
phuulo.n kii ha.nsii baa.is-e-taKHriib-e-chaman hai
kaa.nTo.n pe nahii.n hai ko.ii ilzaam hamaaraa
Figar Unnavi
Ghazal
Gam-e-aalam me.n garche niim-jaa.n huu.n
jahaa.n me.n baa.is-e-zauq-e-jahaa.n huu.n
Ishrat Anwar
Ghazal
vo gul jo baa’is-e-sad-ziinat-e-gulistaa.n hai.n
unhii.n pe KHaaro.n kaa pahraa dikhaa.ii detaa hai