SEARCH RESULTS
Showing search results for "baarish-e-sa.ng-e-malaamat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "baarish-e-sa.ng-e-malaamat"
Ghazal
baarish-e-sa.ng-e-malaamat aur KHilqat shahr kii
pyaar ke maasuum jazbo.n kaa lahuu mai.n aur tuu
Khatir Ghaznavi
Ghazal
baarish-e-sa.ng-e-malaamat hai KHirad kaa pathraav
apne sar se ho jise pyaar mire saath na aa.e
Syed Ehtisham Husain
Ghazal
baarish-e-sang-e-malaamat hai har ik jaanib se
aa.ina huu.n mai.n tumhaaraa hii bachaa lo mujh ko
Payam Fatehpuri
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
baarish-e-sang-e-malaamat se hai reza reza
nahii.n meraa to ye aa.iina-e-fan kis kaa hai
Mohammad Ahmad Ramz
PAGE MATCHES FOR "baarish-e-sa.ng-e-malaamat"
MORE MATCHES FOR "baarish-e-sa.ng-e-malaamat"
Ghazal
Jauhar Balliawi
Sher
ugal na sa.ng-e-malaamat KHudaa se Dar naaseh
milegaa kyaa tujhe shiisho.n ke TuuT jaane se
Bismil Azimabadi
Ghazal
Shadab Razi
Sher
Tabish Mehdi
Ghazal
baarish-e-sa.ng se gul chaak hu.aa chaahte hai.n
sab usii KHaak kii poshaak hu.aa chaahte hai.n
Sanjay Mishra Shauq
Ghazal
sab log liye sa.ng-e-malaamat nikal aa.e
kis shahr me.n ham ahl-e-mohabbat nikal aa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
Wasil Usmani
Nazm
KHatm hui barish-e-sang
dosto KHatm hu.ii diida-e-tar kii shabnam
tham gayaa shor-e-junuu.n KHatm hu.ii baarish-e-sa.ng
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
baarish-e-sang hai us paar kahaa.n jaataa hai
ai mire aa.ina-kirdaar kahaa.n jaataa hai
Altamash Abbas
Sher
ai sa.ng-e-aastaa.n mire sajdo.n kii laaj rakh
aayaa huu.n e'tiraaf-e-shikast-e-KHudii liye
Ejaz Warsi
Ghazal
KHudaa-numaa hai but-e-sa.ng-e-aastaana-e-ishq
chaluu.ngaa paa-e-nigah ban ke suu-e-KHaana-e-ishq
Khwaja Mohammad Wazir
Nazm
buzdil
hujuum-e-sa.ng-e-anaa aur zabt-e-paiham ne
misaal-e-reg-e-ravaa.n be-qaraar rakkhaa hai


