SEARCH RESULTS
Showing search results for "bad-zan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bad-zan"
Ghazal
jo raqiibo.n ne kahaa tuu vahii bad-zan samjhaa
dost afsos na samjhaa mujhe dushman samjhaa
Shah Naseer
Sher
tamaam shahr se bad-zan karaa diyaa shah ko
musaahibo.n kaa KHudaa jaane thaa iraada kyaa
Azhar Inayati
Ghazal
Shamim Abbas
Ghazal
KHafaa hai ko.ii kisii se na ko.ii bad-zan hai
har ek shaKHs yahaa.n aap apnaa dushman hai
Rafi Badayuni
Ghazal
bad-zan hai.n ahl-e-ka.aba mujh dair-aashnaa se
kahte hai.n mujh ko kaafir fariyaad hai KHudaa se
Mubarak Azimabadi
BOOKS MATCHES FOR "bad-zan"
MORE MATCHES FOR "bad-zan"
Ghazal
ishq ruuThaa hai kabhii husn se bad-zan ho kar
daaG-e-dil aur bha.Dak uThte hai.n raushan ho kar
Jiya Lal Datt Rafeeq
Nazm
jawab-e-shikwa
shauq-e-parvaaz me.n mahjuur-e-nasheman bhii hu.e
be-amal the hii javaa.n diin se bad-zan bhii hu.e
Allama Iqbal
Ghazal
Muzaffar Shikoh
Kulliyat
us dilbar-e-bad-zan se KHush guzre hai aashiq kii
ne rahm hai KHaatir me.n ne uzr-paziirii hai