SEARCH RESULTS
Showing search results for "bad-zan"
Ghazal MATCHES FOR "bad-zan"
Ghazal
jo raqiibo.n ne kahaa tuu vahii bad-zan samjhaa
dost afsos na samjhaa mujhe dushman samjhaa
Shah Naseer
Ghazal
Shamim Abbas
Ghazal
KHafaa hai ko.ii kisii se na ko.ii bad-zan hai
har ek shaKHs yahaa.n aap apnaa dushman hai
Rafi Badayuni
Ghazal
bad-zan hai.n ahl-e-ka.aba mujh dair-aashnaa se
kahte hai.n mujh ko kaafir fariyaad hai KHudaa se
Mubarak Azimabadi
Ghazal
ishq ruuThaa hai kabhii husn se bad-zan ho kar
daaG-e-dil aur bha.Dak uThte hai.n raushan ho kar
Jiya Lal Datt Rafeeq
Ghazal
Muzaffar Shikoh
Ghazal
ujaalo.n kaa agar dushman nahii.n hai
a.ndhero.n se bhii vo bad-zan nahii.n hai
Zafar Siddiqui
Ghazal
Soz Sikandarpuri
Ghazal
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
siyaah-baKHt fazaa.o.n me.n dil hu.aa bad-zan
tirii zabaan ke tevar hai.n aab-daar abhii
Afroz Alam
Ghazal
kartii rahii.n insaan ko insaan se bad-zan
tahziib-e-nau ye terii KHuraafaat abhii tak
Khwaja Aminuddin Ameen
Ghazal
bad-zan hai.n vo is tarah ki surma use samjhe.n
biimaar kii aa.nkho.n me.n agar niil Dhalaa ho
Bekhud Dehlvi
Ghazal
tamaam shahr hii dushman hai kyaa kiyaa jaa.e
vafaa ke naam se bad-zan hai kyaa kiyaa jaa.e