SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahe.nge"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bahe.nge"
Ghazal
yuu.n hogaa ki in aa.nkho.n se aa.nsuu na bahe.nge
ye chaa.nd sitaare bhii Thahar jaa.e.nge ik din
Saqi Faruqi
Ghazal
abhii to sub.h hu.ii hai shab-e-tamannaa kii
bahe.nge ashk to aa.nkho.n se KHvaab niklegaa
Ehsan Danish
MORE MATCHES FOR "bahe.nge"
Ghazal
muskaan hame.n denii hai dushman ke labo.n par
aa.nkho.n se kisii kii na yahaa.n ashk bahe.nge
Mohammad Hazim Hassan
Ghazal
tirii naaraazgii bhii KHatm karnii hai abhii to
tamaashaa saadh kar joker bane.nge jo bhii hogaa
Azeem Kamil
Ghazal
aaj kyaa un ke tasavvur me.n bahe.nge phir ashk
Gam kaa dariyaa nazar aataa hai KHudaa KHair kare
Naqvii Mustafa Aabadi
Ghazal
sach jaan tire Gam me.n ab aa.nsuu na bahe.nge
aaluuda-e-‘isyaa.n ho jo daaman miraa tar ho
Haqqi Hazeen
Ghazal
kis kis ko bataa.e.nge judaa.ii kaa sabab ham
tuu mujh se KHafaa hai to zamaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Sher
kis kis ko bataa.e.nge judaa.ii kaa sabab ham
tuu mujh se KHafaa hai to zamaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
aap kahte the ki rone se na badle.nge nasiib
umr bhar aap kii is baat ne rone na diyaa