SEARCH RESULTS
Showing search results for "balaa-e-hijr"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "balaa-e-hijr"
Ghazal
jo terii mohabbat kaa Gam-e-hijr hai us ko
KHushiyo.n se ghaTaa.uu.n to sifar khii.nch rahaa huu.n
Hijr Moumin
Ghazal
qur.aan to pa.Dhte hai.n ka.ii log yahaa.n 'hijr'
har shaKHs magar saahib-e-qur.aan nahii.n hai
Hijr Moumin
Ghazal
umr ha.ns-khel ke is tarah guzaarii ai 'hijr'
dost kaa dost rahaa yaar kaa mai.n yaar rahaa
Hijr Nazim Ali Khan
Sher
ai hijr vaqt Tal nahii.n saktaa hai maut kaa
lekin ye dekhnaa hai ki miTTii kahaa.n kii hai
Hijr Nazim Ali Khan
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "balaa-e-hijr"
Ghazal
shab-e-visaal ba.De lutf se kaTii ai 'hijr'
tamaam raat kisii ke gale kaa haar rahaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
baKHt bargashta vo naaraaz zamaana dushman
ko.ii meraa hai na ai 'hijr' kisii kaa mai.n huu.n
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
chalaa hai 'hijr' siyahkaar bazm-e-jaanaa.n ko
zaliil ho ke ye KHaana-KHaraab aa.egaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
sunaa hai mai-kashii karne lagaa 'hijr'
vo mard-e-baa-KHudaa to paarsaa thaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
nahii.n hai sahl is qadar ki jii sake har ek shaKHs
balaa-e-hijr kii ruto.n se mausam-e-visaal tak
Azeem Haider Syed
Ghazal
mumkin hai shab-e-hijr du.aa kaa na asar ho
hai raat vo kyaa raat ki jis kii na sahar ho
A G Josh
Ghazal
dil kaa qaraar chhiin liyaa kis kii yaad ne
ye zindagii-e-hijr musiibat hai kyaa karuu.n