SEARCH RESULTS
Showing search results for "bandish"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bandish"
Ghazal
barsaat aa ga.ii to darakne lagii zamiin
suukhaa machaa rahii hai ye baarish to dekhiye
Dushyant Kumar
Ghazal
thaa mai.n guldasta-e-ahbaab kii bandish kii giyaah
mutafarriq hu.e mere rufaqaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
radiif qaafiya bandish KHayaal lafz-garii
vo huur ziina utarte hu.e sikhaane lagii
Shahzad Qais
Hindi Ghazal
vo dekhte hai.n to lagtaa hai niiv hiltii hai
mire bayaan ko bandish nigal na jaa.e kahii.n
Dushyant Kumar
PAGE MATCHES FOR "bandish"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bandish"
Ghazal
Ameer Minai
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
kii hai ye bandish zehn-e-rasaa ne
ko.ii maane KHvaah na maane
Akbar Allahabadi
Sher
bandish-e-alfaaz ja.Dne se nago.n ke kam nahii.n
shaa.irii bhii kaam hai 'aatish' murassa-saaz kaa
Haidar Ali Aatish
Qita
chust bandish ho na ho sust yahii KHuubii hai
vo fasaahat se giraa sher me.n jo harf dabaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Kumar Vishwas
Ghazal
itnii bhii hame.n bandish-e-Gam kab thii gavaaraa
parde me.n tirii kaakul-e-pur-KHam to nahii.n hai
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
sham.a ho faanuus se baahar to gul ho jaa.egii
bandish-e-alfaaz mat to.Do ma.aanii ke liye
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
vo ek harf hai kahiye use hikaayat-e-zulf
ki shikva-e-rasan o bandish-e-balaa kahiye
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Azhar Hashmi Sabqat
Nazm
shama
gauhar ko musht-e-KHaak mai.n rahnaa pasand hai
bandish agarche sust hai mazmuu.n buland hai
Allama Iqbal
Nazm
fana ka safar
us kii KHvaahish kaa iz.haar
ma.asuum had tak rivaayat kii bandish me.n uljhaa hu.aa thaa




