SEARCH RESULTS
Showing search results for "baratne"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "baratne"
Ghazal
ahl-e-duniyaa se maraasim bhii baratne ho.nge
har nafas sirf ibaadat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
apne liye tajviiz kii shamshiir-e-barahna
aur us ke liye shaaKH se ik phuul utaaraa
Sarvat Husain
Ghazal
dard se ko.ii ilaaqa na ta'alluq Gam se
sirf lafzo.n ke baratne se Gazal kaise ho
Ashfaq Husain
MORE MATCHES FOR "baratne"
Ghazal
na.e lafzo.n ko baratne kaa saliiqa bhii to ho
sirf alfaaz se lahja nahii.n aane vaalaa
Suleman Khumar
Ghazal
shiisha-e-dil ke baratne kaa saliiqa dekho
tum to bas to.D diyaa karte ho kyaa karte ho
Haneef akhgar
Ghazal
ek sach ye hai jo duniyaa ko baratne pe khulaa
ek sach vo jo kitaabo.n me.n likhaa dekhtaa huu.n
Nadeem Fazli
Ghazal
mai.n ne alfaaz baratne me.n lahuu KHarch kiyaa
ab tiraa farz hai tuu sher kii tahdaarii dekh
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
lafzo.n ke baratne me.n bahut sirf hu.aa mai.n
ik misr taaza bhii magar kah na sakaa mai.n
Irfan Sattar
Ghazal
tuu apne KHvaab mirii aa.nkh se na dekhaa kar
baratne ke liye behtar hai apnaa bartan ho
Paras Mazari
Ghazal
shiisha-e-dil ke baratne kaa saliiqa siikho
tum to bas to.D diyaa karte ho kyaa ho
Haneef akhgar
Ghazal
Athar Nafees
Ghazal
ra.ngo.n ko baratne kaa hunar siikh chukaa huu.n
kyaa chaahiye ab terii nishaanii ke alaava