SEARCH RESULTS
Showing search results for "baratne"
Ghazal MATCHES FOR "baratne"
Ghazal
ahl-e-duniyaa se maraasim bhii baratne ho.nge
har nafas sirf ibaadat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
apne liye tajviiz kii shamshiir-e-barahna
aur us ke liye shaaKH se ik phuul utaaraa
Sarvat Husain
Ghazal
dard se ko.ii ilaaqa na ta'alluq Gam se
sirf lafzo.n ke baratne se Gazal kaise ho
Ashfaq Husain
Ghazal
na.e lafzo.n ko baratne kaa saliiqa bhii to ho
sirf alfaaz se lahja nahii.n aane vaalaa
Suleman Khumar
Ghazal
shiisha-e-dil ke baratne kaa saliiqa dekho
tum to bas to.D diyaa karte ho kyaa karte ho
Haneef akhgar
Ghazal
ek sach ye hai jo duniyaa ko baratne pe khulaa
ek sach vo jo kitaabo.n me.n likhaa dekhtaa huu.n
Nadeem Fazli
Ghazal
mai.n ne alfaaz baratne me.n lahuu KHarch kiyaa
ab tiraa farz hai tuu sher kii tahdaarii dekh
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
lafzo.n ke baratne me.n bahut sirf hu.aa mai.n
ik misr taaza bhii magar kah na sakaa mai.n
Irfan Sattar
Ghazal
tuu apne KHvaab mirii aa.nkh se na dekhaa kar
baratne ke liye behtar hai apnaa bartan ho
Paras Mazari
Ghazal
shiisha-e-dil ke baratne kaa saliiqa siikho
tum to bas to.D diyaa karte ho kyaa ho
Haneef akhgar
Ghazal
Athar Nafees
Ghazal
ra.ngo.n ko baratne kaa hunar siikh chukaa huu.n
kyaa chaahiye ab terii nishaanii ke alaava
Khursheed Akbar
Ghazal
barat lo yaaro baratne kii chiiz hai ye hayaat
ho laakh tarsii hu.ii talKH-e-muKHtasar tanhaa
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
alfaaz ko baratne kaa ma.aluum hai hunar
phir bhii mai.n un ke saamne kuchh boltaa nahii.n
Johar Rana
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
hame.n baratne me.n kuchh ehtiyaat laazim thii
dilo.n kaa haal shikasta kitaab jaisaa thaa
Shaz Tamkanat
Ghazal
siikh le us ko baratne kaa saliiqa 'saahil'
lafz be-jaan sahii husn-e-ma.aanii degaa