SEARCH RESULTS
Showing search results for "barg-o-gul-o-tuyuur"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "barg-o-gul-o-tuyuur"
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Qita
ruKHsaar hai.n yaa aks hai barg-e-gul-e-tar kaa
chaa.ndii kaa ye jhuumar hai ki taaraa hai sahar kaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Kulliyat
u.Daa barg-e-gul ko dikhaatii hai vaadii
kaho kis tarah na.ii.n sabaa chor baadii
Meer Taqi Meer
PAGE MATCHES FOR "barg-o-gul-o-tuyuur"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "barg-o-gul-o-tuyuur"
Ghazal
shaam thii aur barg-o-gul shal the magar sabaa bhii thii
ek ajiib sukuut thaa ek ajab sadaa bhii thii
Jaun Eliya
Sher
shaaKHo.n se barg-e-gul nahii.n jha.Dte hai.n baaG me.n
zevar utar rahaa hai uruus-e-bahaar kaa
Ameer Minai
Ghazal
zaKHm-e-taaza barg-e-gul me.n muntaqil hote ga.e
panja-e-saffaak me.n KHanjar KHajil hote ga.e
Zaheer Siddiqui
Ghazal
jaa.n-baKHsh sii us barg-e-gul-e-tar kii taraavat
vo lams-e-aziiz-e-do-jahaa.n yaad rahegaa
Ibn e Insha
Ghazal
Dil Ayubi
Kulliyat
mujh ko dimaaG-e-vasf-e-gul-o-yaasman nahii.n
mai.n juu.n nasiim baad-farosh-e-chaman nahii.n
Meer Taqi Meer
Sher
barso.n gul-e-KHurshiid o gul-e-maah ko dekhaa
taaza ko.ii dikhlaa.e hame.n charKH-e-kuhan phuul