SEARCH RESULTS
Showing search results for "bargashta"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bargashta"
Ghazal
dekhnaa mujh ko jo bargashta to sau sau naaz se
jab manaa lenaa to phir KHud ruuTh jaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
na puuchh aalam-e-bargashta-taala.ii 'aatish'
barastii aag jo baaraa.n kii aarzuu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
jab bhii nazar uThii to falak kii taraf uThii
bar-gashta aasmaan se goyaa na tuu na mai.n
Khalid Ahmad
Ghazal
bargashta-e-yazdaan se kuchh bhuul hu.ii hai
bhaTke hu.e insaan se kuchh bhuul hu.ii hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
jaane bargashta hai kyuu.n mujh se zamaane kii havaa
apne daaman kii havaa de zindagii ai zindagii!
Khalilur Rahman Azmi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bargashta"
Nazm
goristan-e-shahi
hai to goristaa.n magar ye KHaak-e-garduu.n-paaya hai
aah ik bargashta qismat qaum kaa sarmaaya hai
Allama Iqbal
Ghazal
islaam se bargashta na hote ba-KHudaa ham
gar ishq-e-butaa.n tab.a ke marGuub na hotaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
rahii gurez kii tah-daamanii se bargashta
mujhe diyaa thaa vo saudaa-e-hausla tuu ne
Kishwar Naheed
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
Muzaffar Warsi
Ghazal
baKHt bargashta vo naaraaz zamaana dushman
ko.ii meraa hai na ai 'hijr' kisii kaa mai.n huu.n
Hijr Nazim Ali Khan
Nazm
main kyun bhul jaun
mohabbat ke qisse kaa vo aam honaa
vo bargashta-KHaatir buzurgo.n kii baate.n
Arsh Malsiyani
Ghazal
ai 'rasaa' jaisaa hai bargashta zamaana ham se
aisaa bargashta kisii kaa na muqaddar hogaa