SEARCH RESULTS
Showing search results for "bargashta"
Ghazal MATCHES FOR "bargashta"
Ghazal
dekhnaa mujh ko jo bargashta to sau sau naaz se
jab manaa lenaa to phir KHud ruuTh jaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
na puuchh aalam-e-bargashta-taala.ii 'aatish'
barastii aag jo baaraa.n kii aarzuu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
jab bhii nazar uThii to falak kii taraf uThii
bar-gashta aasmaan se goyaa na tuu na mai.n
Khalid Ahmad
Ghazal
bargashta-e-yazdaan se kuchh bhuul hu.ii hai
bhaTke hu.e insaan se kuchh bhuul hu.ii hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
jaane bargashta hai kyuu.n mujh se zamaane kii havaa
apne daaman kii havaa de zindagii ai zindagii!
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
islaam se bargashta na hote ba-KHudaa ham
gar ishq-e-butaa.n tab.a ke marGuub na hotaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
rahii gurez kii tah-daamanii se bargashta
mujhe diyaa thaa vo saudaa-e-hausla tuu ne
Kishwar Naheed
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
Muzaffar Warsi
Ghazal
baKHt bargashta vo naaraaz zamaana dushman
ko.ii meraa hai na ai 'hijr' kisii kaa mai.n huu.n
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
ai 'rasaa' jaisaa hai bargashta zamaana ham se
aisaa bargashta kisii kaa na muqaddar hogaa
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
Shaukat Thanvi
Ghazal
bargashta-baKHt dekh ki qaasid safar se mai.n
bhejaa thaa us ke paas so mere vatan gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
tum jis se phiro us se ho bargashta zamaana
dam bharne lagii gardish-e-ayyaam tumhaaraa
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
bargashta-taala.ii kaa tamaashaa dikhaa.uu.n mai.n
ghar ko lage jo aag to paanii bujhaa.uu.n mai.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
hasii.n gulaab bhii ab mo'atabar nahii.n Thahre
aur us kii baato.n se bargashta ho ga.ii KHushbuu
Ishrat moin Seemaa
Ghazal
ham ne utne hii sar-e-raah jalaa.e hai.n charaag
jitnii bargashta zamaane kii havaa ham se hu.ii