SEARCH RESULTS
Showing search results for "barhana"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "barhana"
Nazm
aadmi ki talash
yahii.n kahii.n use Dhuu.nDo yahii.n kahii.n hogaa
barhana ho to use phir libaas pahnaa do
Nida Fazli
Ghazal
kis liye jiite hai.n ham kis ke liye jiite hai.n
baarhaa aise savaalaat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
PAGE MATCHES FOR "barhana"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "barhana"
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Nazm
intiqam
ik barhana jism aatish-daa.n ke paas
farsh par qaaliin, qaaliino.n pe sej
Noon Meem Rashid
Ghazal
yuu.n guzartaa hai tirii yaad kii vaadii me.n KHayaal
KHaarzaaro.n me.n ko.ii barhana-paa ho jaise
Syed Ehtisham Husain
Sher
apne liye tajviiz kii shamshiir-e-barhana
aur us ke liye shaaKH se ik phuul utaaraa
Sarvat Husain
Ghazal
jo ab jahaan-e-barhana kaa isti.aara hu.aa
mai.n zindagii tiraa ik pairahan utaaraa hu.aa
Ameer Imam
Ghazal
ko.ii tashbiih kaa KHurshiid na talmiih kaa chaa.nd
sar-e-qirtaas lagaa harf-e-barhana achchhaa
Akhtar Husain Jafri
Nazm
fana
aur ek yuu.n pa.Daa rahaa hai be-kas barhana-tan
kii.De mako.De khaa ga.e dono.n ke tan-badan
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
samajh ke rakhiyo qadam KHaar-e-dasht par majnuu.n
ki is navaah me.n 'saudaa' barhana-paa bhii hai
Mohammad Rafi Sauda
Nazm
mrs-sala-manka
ki dekhaa hai mai.n ne
mrs.-saalaa-ma.nkaa ko bistar me.n shab bhar barahana