SEARCH RESULTS
Showing search results for "baur"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "baur"
Sher
mausam tumhaare saath kaa jaane kidhar gayaa
tum aa.e aur baur na aayaa daraKHt par
Abbas Tabish
Nazm
basant aur holi ki bahaar
baur aam ke hai.n yuu.n chaman-e-kaa.enaat me.n
motii ke jaise guchchhe ho.n zar-kaar paat me.n
Ufuq Lakhnavi
Ghazal
phal kaa phir bojh to us se nahii.n uThne vaalaa
baur aate hii agar shaaKH lachak jaa.egii
Hasan Zaheer Raja
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "baur"
Nazm
nuqrai tilism
tujh ko la.Dakpan me.n kabhii
aam ke baur kii bele kii chamelii kii mahak saath liye
Azra Naqvi
Ghazal
mausam aane pe shajar baur se bhar jaataa hai
jaane kis or magar saaraa samar jaataa hai
Shahzad vasiq
Nazm
koyal
tuu idhar aa.ii fazaa-e-gul kaa daur aayaa udhar
tuu ne gaa.e giit aur aamo.n kaa baur aayaa udhar
Suroor Jahanabadi
Ghazal
phir lahlhaa uThaa samay aamo.n pe baur kaa
jaane sakhii kab aa.e musaafir vo duur kaa
Nasir Shahzad
Nazm
lekin
naKHl-e-daar pe baur aane kaa mausam bhii thaa
dillii kii galiyo.n me.n us din
Salman Haider
Nazm
aaKHiri paDaw
shaaKHo.n ke saro.n par aane vaalaa baur tak
pasiine aur garmii se haa.np rahaa hai