SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-khauf-e-khizaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "be-khauf-e-khizaa.n"
Ghazal
kitne hii pe.D KHauf-e-KHizaa.n se uja.D ga.e
kuchh barg-e-sabz vaqt se pahle hii jha.D ga.e
Aanis Moin
Ghazal
be-vaj.h 'andaliib ko KHauf-e-KHizaa.n nahii.n
uj.Daa to ban sakegaa nayaa aashiyaa.n nahii.n
Bismil Azimabadi
PAGE MATCHES FOR "be-khauf-e-khizaa.n"
MORE MATCHES FOR "be-khauf-e-khizaa.n"
Rubai
ai ahl-e-faraasat ba.Dho be-KHauf-o-hiraas
ham-raahii-e-tahqiiq hai.n be-shak-o-iblaas
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
Razi Badayuni
Ghazal
sochaa nahii.n be-KHauf-o-KHatar kaaT diyaa hai
us ne miraa har misra-‘e-tar kaaT diyaa hai
Jashn Abbas
Ghazal
be-KHauf-e-Gair dil kii agar tarjumaa.n na ho
behtar hai is se ye ki sire se zabaa.n na ho
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Sher
ik KHauf-e-be-panaah hai aa.nkho.n ke aar-paar
taariikiyo.n me.n Duubtaa lamha hai saamne
Sultan Akhtar
Ghazal
havaa-e-KHauf-e-KHizaa.n me.n laraztaa rahtaa huu.n
kisii bhii vaadi-e-shaadaab se guzarte hu.e