SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-khauf-e-khizaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "be-khauf-e-khizaa.n"
Ghazal
kitne hii pe.D KHauf-e-KHizaa.n se uja.D ga.e
kuchh barg-e-sabz vaqt se pahle hii jha.D ga.e
Aanis Moin
Ghazal
be-vaj.h 'andaliib ko KHauf-e-KHizaa.n nahii.n
uj.Daa to ban sakegaa nayaa aashiyaa.n nahii.n
Bismil Azimabadi
Ghazal
jo baat haqiiqat ho be-KHauf-o-KHatar kahiye
mai.n is kaa nahii.n qaa.il shabnam ko guhar kahiye
Haseeb Rehbar
Ghazal
Razi Badayuni
Ghazal
sochaa nahii.n be-KHauf-o-KHatar kaaT diyaa hai
us ne miraa har misra-‘e-tar kaaT diyaa hai
Jashn Abbas
Ghazal
be-KHauf-e-Gair dil kii agar tarjumaa.n na ho
behtar hai is se ye ki sire se zabaa.n na ho
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
havaa-e-KHauf-e-KHizaa.n me.n laraztaa rahtaa huu.n
kisii bhii vaadi-e-shaadaab se guzarte hu.e
Zafar Iqbal
Ghazal
palaT kar yuu.n na dekho umaDte baadalo.n se
bahaar-e-be-KHizaa.n bhii saraktii chaa.ndnii hai
Mahboob Khizan
Ghazal
jo KHauf-e-KHizaa.n se chaman chho.D aa.e
iraado.n kii apne thakan chho.D aa.e
Maya Khanna Raje Barelvi
Ghazal
kabhii sayyaad kaa khaTkaa hai kabhii KHauf-e-KHizaa.n
bulbul ab jaan hathelii pe liye baiThii hai
Mah Laqa Chanda
Ghazal
zaraa saa bhii mujhe KHauf-e-KHizaa.n nahii.n 'shaahid'
mahak rahe hai.n abhii gul-kade mohabbat ke
Hafeez Shahid
Ghazal
ajnabii KHushbuu kii aahaT se mahak uTThaa badan
qahqaho.n ke lams se KHauf-e-KHizaa.n raushan hu.aa
Zaki Tariq
Ghazal
faqat mire hii lahuu kii hai pyaas KHanjar ko
tum apnii raaho.n pe be-KHauf-o-be-KHatar jaa.o
Mahboob Anwar
Ghazal
Baldev Raaj
Ghazal
maanaa ki thii Gamgiin kalii KHauf-e-KHizaa.n se
chup rah ke bahaaro.n ne bhii dil to.D diyaa hai