SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-muravvat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "be-muravvat"
Sher
bazm me.n us be-muravvat kii mujhe
dekhnaa pa.Dtaa hai kyaa kyaa dekhiye
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
BOOKS MATCHES FOR "be-muravvat"
MORE MATCHES FOR "be-muravvat"
Ghazal
muqaabil be-muravvat aa.ina hone nahii.n detaa
ko.ii ab KHud se apnaa saamnaa hone nahii.n detaa
Mohammad Aazam
Ghazal
be-muravvat bevafaa naa-mehrbaa.n naa-aashnaa
jis ke ye ausaaf ko.ii us se ho kyaa aashnaa
Meer Mohammadi Bedar
Sher
be-muravvat tujhe aazurda kare.nge ham log
ye tirii naazukii-e-tab.a kii iijaad hai.n sab
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
be-muravvat bevafaa begaana-e-dil aap hai.n
aap maane.n yaa na maane.n mere qaatil aap hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
udhar vo be-muravvat bevafaa be-rahm qaatil hai
idhar be-sabr-o-be-taskiin-o-be-taaqat miraa dil hai
Waliullah Muhib
Ghazal
ye bole jo un ko kahaa be-muravvat
mai.n kyaa tum se bhii huu.n sivaa be-muravvat
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
be-muravvat hai.n to vaapas hii uThaa le shab-o-roz
mujh ko bhaate nahii.n ye tere niraale shab-o-roz