SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-muravvat"
Ghazal MATCHES FOR "be-muravvat"
Ghazal
muqaabil be-muravvat aa.ina hone nahii.n detaa
ko.ii ab KHud se apnaa saamnaa hone nahii.n detaa
Mohammad Aazam
Ghazal
be-muravvat bevafaa naa-mehrbaa.n naa-aashnaa
jis ke ye ausaaf ko.ii us se ho kyaa aashnaa
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
be-muravvat bevafaa begaana-e-dil aap hai.n
aap maane.n yaa na maane.n mere qaatil aap hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
udhar vo be-muravvat bevafaa be-rahm qaatil hai
idhar be-sabr-o-be-taskiin-o-be-taaqat miraa dil hai
Waliullah Muhib
Ghazal
ye bole jo un ko kahaa be-muravvat
mai.n kyaa tum se bhii huu.n sivaa be-muravvat
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
be-muravvat hai.n to vaapas hii uThaa le shab-o-roz
mujh ko bhaate nahii.n ye tere niraale shab-o-roz
Zulfiqar Naqvi
Ghazal
ajiib log hai.n is ahd-e-be-muravvat ke
zabaan kaaT na paa.e.n to baat kaaTte hai.n
Azhar Adeeb
Ghazal
dukho.n kii dhuup ke is daur-e-be-muravvat me.n
mujhe kisii ke liye saa.ebaa.n to honaa thaa
Munir Anwar
Ghazal
auro.n ko aish-o-ishrat ai charKH-e-be-muravvat
Gussa ho aur Gam ho ronaa ho aur ham ho.n
Taban Abdul Hai
Ghazal
kaun pahchaanegaa 'daanish' ab tujhe kirdaar se
be-muravvat vaqt ko taaza nishaanii chaahiye
Madan Mohan Danish
Ghazal
dil jale kyaa kyaa nahii.n kahte tumhe.n
be-muravvat bevafaa naa-aashnaa