SEARCH RESULTS
Showing search results for "bedard"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bedard"
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
rahaa na dil me.n vo bedard aur dard rahaa
muqiim kaun hu.aa hai maqaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
PAGE MATCHES FOR "bedard"
MORE MATCHES FOR "bedard"
Nazm
Dhaka se wapsi par
kab nazar me.n aa.egii be-daaG sabze kii bahaar
KHuun ke dhabbe dhule.nge kitnii barsaato.n ke baa'd
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tuu aa chukaa hai sat.h pe kab se KHabar nahii.n
bedard mai.n abhii unhii.n gahraa.iyo.n me.n huu.n
Ahmad Faraz
Ghazal
de.n paaki-e-daaman kii gavaahii mire aa.nsuu
us yuusuf-e-bedard kaa e.ajaaz to dekho
Momin Khan Momin
Ghazal
aise bedard hu.e ham bhii ki ab gulshan par
barq girtii hai to zindaa.n me.n jalaate hai.n charaaG
Ahmad Faraz
Ghazal
jaisaa be-dard ho vo phir bhii ye jaisaa mahbuub
aisaa ko.ii na hu.aa aur ko.ii hogaa bhii nahii.n
Kaleem Aajiz
Sher
rahaa na dil me.n vo bedard aur dard rahaa
muqiim kaun hu.aa hai maqaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
rah rah ke na ta.Dpaa.o ai be-dard masiihaa
haatho.n se mujhe zahr pilaa kyuu.n nahii.n dete
Hasrat Jaipuri
Ghazal
mai.n ne aaGosh-e-tasavvur me.n bhii khe.nchaa to kahaa
pis ga.ii pis ga.ii bedard nazaakat merii
Ameer Minai
Ghazal
saKHt bedard hai taasiir-e-mohabbat ki unhe.n
bistar-e-naaz pe sote se jagaa rakkhaa hai
Hasrat Mohani
Ghazal
na mu.D kar bhii be-dard qaatil ne dekhaa
ta.Dapte rahe niim-jaa.n kaise kaise











