SEARCH RESULTS
Showing search results for "bedard"
Ghazal MATCHES FOR "bedard"
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
rahaa na dil me.n vo bedard aur dard rahaa
muqiim kaun hu.aa hai maqaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
tuu aa chukaa hai sat.h pe kab se KHabar nahii.n
bedard mai.n abhii unhii.n gahraa.iyo.n me.n huu.n
Ahmad Faraz
Ghazal
de.n paaki-e-daaman kii gavaahii mire aa.nsuu
us yuusuf-e-bedard kaa e.ajaaz to dekho
Momin Khan Momin
Ghazal
jaisaa be-dard ho vo phir bhii ye jaisaa mahbuub
aisaa ko.ii na hu.aa aur ko.ii hogaa bhii nahii.n
Kaleem Aajiz
Ghazal
aise bedard hu.e ham bhii ki ab gulshan par
barq girtii hai to zindaa.n me.n jalaate hai.n charaaG
Ahmad Faraz
Ghazal
rah rah ke na ta.Dpaa.o ai be-dard masiihaa
haatho.n se mujhe zahr pilaa kyuu.n nahii.n dete
Hasrat Jaipuri
Ghazal
mai.n ne aaGosh-e-tasavvur me.n bhii khe.nchaa to kahaa
pis ga.ii pis ga.ii bedard nazaakat merii
Ameer Minai
Ghazal
saKHt bedard hai taasiir-e-mohabbat ki unhe.n
bistar-e-naaz pe sote se jagaa rakkhaa hai
Hasrat Mohani
Ghazal
na mu.D kar bhii be-dard qaatil ne dekhaa
ta.Dapte rahe niim-jaa.n kaise kaise
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ai dil tire aashob ne phir hashr jagaayaa
bedard abhii aa.nkh bhii mushkil se lagii thii
Ahmad Faraz
Ghazal
aarzuu.o.n ke bahut KHvaab to dekho ho 'vasiim'
jaane kis haal me.n be-dard zamaana rakkhe
Waseem Barelvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
hotaa chalaa aayaa hai be-dard zamaane me.n
sachchaa.ii kii raaho.n me.n kaa.nTe sabhii bote hai.n
Hasrat Jaipuri
Ghazal
apne anjaam pe ab kyuu.n ho pashemaan 'sabaa'
ek bedard se dil tum ne lagaayaa kyuu.n thaa
Saba Afghani
Ghazal
be-kaif javaanii hai be-dard zamaana hai
naakaam-e-mohabbat kaa itnaa hii fasaana hai