SEARCH RESULTS
Showing search results for "bedard"
Nazm MATCHES FOR "bedard"
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
qismat kaa sitam hii kam nahii.n kuchh ye taaza sitam iijaad na kar
yuu.n zulm na kar be-daad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
Dhaka se wapsi par
kab nazar me.n aa.egii be-daaG sabze kii bahaar
KHuun ke dhabbe dhule.nge kitnii barsaato.n ke ba.ad
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai ishq kahin le chal
be-rahm zamaane ko ab chho.D rahe hai.n ham
bedard aziizo.n se mu.nh mo.D rahe hai.n ham
Akhtar Shirani
Nazm
hubb-e-watan
ai dil ai banda-e-vatan hoshiyaar
KHvaab-e-Gaflat se ho zaraa bedaar
Altaf Hussain Hali
Nazm
hinDola
hanuuz vaqt ke be-dard haath kar na sake
hayaat-e-rafta kii zinda nishaaniyo.n ko fanaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aa jaana
zamaana mushkilo.n ke jaal phailaa.e to phailaa.e
qadam ba.Dhte rahe.n be-dard duniyaa laakh bahkaa.e
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
ai mere be-dard shahr
aaj itnaa shor kyo.n hai ai mire bedard shahr
har nazar merii taraf hai is qadar rusvaa.iyaa.n
Ahmad Faraz
Nazm
shama
jaltii hai tuu ki barq-e-tajallii se duur hai
be-dard tere soz ko samjhe ki nuur hai
Allama Iqbal
Nazm
jhonpaDa
is me.n hii paarsaa hai.n isii me.n tavand hai.n
bedard bhii isii me.n hai aur dardmand hai.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
bulawa
kisii ke panjaa-e-be-dard hii se TuuT jaane do
phir is ke baa'd to bas ik sukuut-e-mustaqil hogaa
Zehra Nigaah
Nazm
december aa gaya hai
ye us be-dard lahje me.n abhii tak kyuu.n nahii.n bolaa
december aa gayaa hai kyaa