SEARCH RESULTS
Showing search results for "bekhud-e-badnaam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bekhud-e-badnaam"
Ghazal
khultaa hii nahii.n beKHud-e-badnaam kaa kuchh haal
kahte hai.n farishta bhii use log bashar bhii
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ham ne 'badnaam' mohabbat ko likhaa lafz-e-'aziim
be-sabab kufr kaa ilzaam lagaayaa us ne
Anwar Badnam
MORE MATCHES FOR "bekhud-e-badnaam"
Ghazal
Bekhud Dehlvi
Ghazal
'beKHud'-e-zaar ko ab dekh ke jhuk jaatii hai.n
vo nigaahe.n jo kabhii paas kisii kaa na kare.n
Abbas Ali Khan Bekhud
Ghazal
KHudaa vo din bhii dikhaa.e ki mai.n kahuu.n 'beKHud'
janaab-e-'daaG' se milne mai.n raam-puur aayaa
Bekhud Badayuni
Ghazal
aur paamaal-e-sitam kaun hai tuu hai 'beKHud'
us sitamgar se sarokaar hai kis kaa teraa
Bekhud Badayuni
Ghazal
nashshe me.n bhii tire 'beKHud' kii ta'allii na ga.ii
baada-e-hosh-rubaa ko mai-e-kausar jaanaa
Bekhud Badayuni
Ghazal
banaa diyaa use KHud-biin o KHud-numaa 'beKHud'
hu.aa hai aa.iina-e-husn-e-yaar dil meraa