SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhiigtii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bhiigtii"
Ghazal
kaun sukuun de sakaa Gam-zadagaan-e-ishq ko
bhiigtii raate.n bhii 'firaaq' aag lagaa ke rah ga.ii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
bhiigtii aa.nkho.n ke manzar nahii.n dekhe jaate
ham se ab itne samundar nahii.n dekhe jaate
Meraj Faizabadi
Ghazal
Amjad Islam Amjad
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bhiigtii"
Sher
vo alvidaa.a kaa manzar vo bhiigtii palke.n
pas-e-Gubaar bhii kyaa kyaa dikhaa.ii detaa hai
Shakeb Jalali
Nazm
barsat ki bahaaren
gulzaar bhiigte hai.n sabze nahaa rahe hai.n
kyaa kyaa machii hai.n yaaro barsaat kii bahaare.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
baarish me.n ahd to.D ke gar mai-kashii hu.ii
tauba marii phiregii kahaa.n bhiigtii hu.ii
Qamar Jalalvi
Nazm
katik ka chand
bhiigtii raat me.n dubkaa hu.aa jhii.ngar bolaa
kasmasaatii kisii jhaa.Dii me.n se KHushbuu lapkii
Ibn e Insha
Ghazal
yaado.n se kheltii rahii tanhaa.ii raat bhar
KHushbuu ke intizaar me.n shab bhiigtii rahii
Shakil Akhtar
Ghazal
aa.nsu.o.n se ko.ii aavaaz ko nisbat na sahii
bhiigtii jaa.e to kuchh aur nikhartii jaa.e