SEARCH RESULTS
Showing search results for "bint e halab ebooks"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bint e halab ebooks"
Ghazal
shaayad unhe.n Dar ho mai.n shikaayaat karuu.ngii
aa.e the ga.e pursish-e-haalaat kiye bin
Parveen Kaif
Ghazal
Basit Bhopali
MORE MATCHES FOR "bint e halab ebooks"
Ghazal
ruudaad-e-shab-e-hijr use keh bhii sakuu.ngaa
maa'luum nahii.n ab ki ye Gam sah bhii sakuu.ngaa
Shohrat Bukhari
Ghazal
Gaflat me.n farq apnii tujh bin kabhuu na aayaa
ham aap ke na aa.e jab tak ki tuu na aayaa
Meer Khaleeq
Ghazal
chashm-e-mushtaaq-e-mulaaqaat kahaa.n thii pahle
dil me.n tuGyaanii-e-jazbaat kahaa.n thii pahle
Rangeshwar Dayal Saxena Sufi
Ghazal
halaak-e-ranj hai.n Gam kaa shikaar hai.n ham log
zamaana biit gayaa be-qaraar hai.n ham log
Basit Azeem
Ghazal
dil lagaa lete hai.n ahl-e-dil vatan ko.ii bhii ho
phuul ko khilne se matlab hai chaman ko.ii bhii ho
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
jaam-o-miinaa hai giraa.n baada-e-barsaat giraa.n
saaqiyaa tere binaa hai yahaa.n har baat garaa.n
Maqbool Ahmad Maqbool
Ghazal
nahii.n hai naaseh-e-naadaa.n sharaab shiishe me.n
bharaa hai rind ne aish-e-shabaab shiishe me.n
Bekhud Mohani
Ghazal
aaj badlii hai havaa saaqii pilaa jaam-e-sharaab
bars kaalii va.ada jaate hai.n baras kaale sahaab
Mirza Daood Beg
Ghazal
ai junuu.n vo gul khilaa saaraa chaman dekhaa kare
jab garebaa.n chaak ho jaa.e bahaar aayaa kare
Shadan Indauri
Ghazal
baa'd muddat ke ye ehsaas hu.aa ho jaise
dil ke sahraa me.n ko.ii phuul khilaa ho jaise
Bismil Aazmi
Ghazal
hamaare haath the suuraj na.e jahaano.n ke
so ab zamiino.n ke ham hai.n na aasmaano.n ke