SEARCH RESULTS
Showing search results for "bitaa.ii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bitaa.ii"
Ghazal
tere KHayaal se yuu.n sajaa.ii tamaam raat
ik but ko dekhne me.n bitaa.ii tamaam raat
Rasikh Shahid
Ghazal
Saleem-ul-Haq
Ghazal
usii ne hijrate.n kuchh aur bhii bitaa.ii thii.n
vo shaKHs jis ke liye kashtiyaa.n jalaa.ii thii.n
Musavvir Sabzwari
PAGE MATCHES FOR "bitaa.ii"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bitaa.ii"
Ghazal
jaane kis ne aag lagaa.ii paanii me.n
ham ne puurii raat bitaa.ii paanii me.n
Aman Kumar Musafir
Ghazal
tumhaare ho.nTo.n pe bas meraa naam zinda rahe
tumhaare saath bitaa.ii ye shaam zinda rahe
Bushra Bakhtiyar Khan
Sher
pahle us kii aa.nkhe.n sochii jaatii hai.n
phir aa.nkho.n me.n raat bitaa.ii jaatii hai
Aslam Rashid
Ghazal
us zulf kii tausiif bataa.ii nahii.n jaatii
ik lambii kahaanii hai sunaa.ii nahii.n jaatii
Jigar Jalandhari
Ghazal
diye bujhaa ke sar-e-shaam so gayaa thaa vo
bitaa.ii so ke shab-e-maahtaab mai.n ne bhii
Aitbar Sajid
Ghazal
aur phir yuu.n hu.aa aa.nkho.n ne lahu barsaayaa
yaad aa.ii ko.ii baarish me.n bitaa.ii hu.ii raat
Vipul Kumar
Sher
us ne bitaa.ii saath me.n hai.n chhuTTiyaa.n abhii
do-chaar din hii biite hai.n hafta nahii.n hu.aa
Tariq Islam Kukravi
Sher
Hammad Hasan
Ghazal
puuchho na shab-e-hijraa.n kis tarh bitaa.ii hai
ik sham' jalaa.ii hai ik sham' bujhaa.ii hai
Nazar Aitawi
Ghazal
pahle us kii aa.nkhe.n sochii jaatii hai.n
phir aa.nkho.n me.n raat bitaa.ii jaatii hai.n
Aslam Rashid
Ghazal
hijr kaa mausam vo mausam hai jis me.n jaanaa.n
aa.nkho.n me.n bhii raat bitaa.ii jaa saktii hai
Renu Nayyar
Ghazal
raaz kii baat thii jo mujh ko bataa.ii us ne
ek tasviir puraanii sii dikhaa.ii us ne
