SEARCH RESULTS
Showing search results for "bolte"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bolte"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bolte"
Ghazal
pahlii baar nazro.n ne chaa.nd bolte dekhaa
ham javaab kyaa dete kho ga.e savaalo.n me.n
Bashir Badr
Sher
chup-chaap baiThe rahte hai.n kuchh bolte nahii.n
bachche biga.D ga.e hai.n bahut dekh-bhaal se
Adil Mansuri
Nazm
o des se aane wale bata
ab bhii vo papiihe bolte hai.n
shaaKHo.n ke hariirii pardo.n me.n
Akhtar Shirani
Sher
bolte rahnaa kyuu.nki tumhaarii baato.n se
lafzo.n kaa ye bahtaa dariyaa achchhaa lagtaa hai
Unknown
Sher
'baaqii' jo chup rahoge to uTThe.ngii u.ngliyaa.n
hai bolnaa bhii rasm-e-jahaa.n bolte raho