SEARCH RESULTS
Showing search results for "bos"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bos"
Nazm
shikwa
bas rahe the yahii.n saljuuq bhii tuuraanii bhii
ahl-e-chii.n chiin me.n iiraan me.n saasaanii bhii
Allama Iqbal
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
karte ho mujh ko man.a-e-qadam-bos kis liye
kyaa aasmaan ke bhii baraabar nahii.n huu.n mai.n
Mirza Ghalib
PAGE MATCHES FOR "bos"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bos"
Ghazal
the be-gunaah jur.at-e-paa-bos thii zaruur
kyaa karte vahm-e-KHajlat-e-jallaad aa gayaa
Momin Khan Momin
Ghazal
aa.nkhe.n mirii talvo.n se vo mal jaa.e to achchhaa
hai hasrat-e-paa-bos nikal jaa.e to achchhaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
mash.had-e-aashiq se koso.n tak jo ugtii hai hinaa
kis qadar yaa-rab halaak-e-hasrat-e-paa-bos thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
baat to ye hai bande ke kirdaar se KHushbuu aa.e
gucci boss lagaane se kirdaar badalte na.ii.n
Mubarik Siddiqi
Ghazal
badan kii boss nasiim-e-libaas buu-e-nafas
ko.ii mahak ho usii KHaak-daa.n se aatii hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
bos-o-kanaar-o-vasl-e-hasiinaa.n hai KHuub shaGl
kamtar buzurg ho.nge KHilaaf is KHayaal ke