SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaaval"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chaaval"
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
chabaa le.n kyo.n na KHud hii apnaa Dhaa.ncha
tumhe.n raatib muhayyaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
bhagvaan hii bheje.nge chaaval se bharii thaalii
mazluum parindo.n kii ma.asuum sabhaa.o.n me.n
Bashir Badr
Ghazal
Nida Fazli
MORE MATCHES FOR "chaaval"
Ghazal
aKHlaaq vafaa chaahat sab qiimtii kap.De hai.n
har roz na o.Dhaa kar in reshmii shaalo.n ko
Bashir Badr
Sher
saath chaaval ke ye ka.nkar bhii nigal jaataa hai
bhuuk me.n aadmii patthar bhii nigal jaataa hai
Javed Naseemi
Nazm
bhuka bangal
muTThii bhar chaaval se ba.Dh kar sastaa hai ye maal re saathii
sastaa hai ye maal
Wamiq Jaunpuri
Mazahiya
raziyya zaraa garm chaaval to laanaa
zakiyya zaraa ThanDaa paanii pilaanaa
Raja Mehdi Ali Khan
Nazm
ye bhi ghalat hai wo bhi ghalat
chaaval roTii gosht kii boTii
dekhe.n to naKHre dikhlaa.e.n
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
jashn-e-azadi
dosto! yuu.n jashn-e-aazaadii manaanaa chaahiye?
chaaval aur gandum na kuchh faulaad paidaa kiijiye
Sarfaraz Shahid
Mazahiya
puuchhaa ki jaantii to hai.n chaaval ubaalnaa
bolii.n balaa ab apnii mire sar na Daalnaa