SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaaval"
Ghazal MATCHES FOR "chaaval"
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
chabaa le.n kyo.n na KHud hii apnaa Dhaa.ncha
tumhe.n raatib muhayyaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
bhagvaan hii bheje.nge chaaval se bharii thaalii
mazluum parindo.n kii ma.asuum sabhaa.o.n me.n
Bashir Badr
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
aKHlaaq vafaa chaahat sab qiimtii kap.De hai.n
har roz na o.Dhaa kar in reshmii shaalo.n ko
Bashir Badr
Ghazal
Hema Kandpal Hiya
Ghazal
ham kachche se kachchaa ise samjhe hai.n vagarna
us deg ke chaaval me.n kanii hai na kanaa hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
milaa bhii ham ko to be-vaqt is tarah khaanaa
ki chaaval ai.nTh ga.e aur naan suukh ga.ii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
itne barso.n se nahii.n bhuul sakaa huu.n lekin
tere haatho.n kaa banaa saag vo uble chaaval
Ayaz Rasool Nazki
Ghazal
Shaida Allahabadi
Ghazal
misrii yuu.n hii biktii hai zaraa chakh ke to dekho
ye piich hai chaaval kii ajii khiir nahii.n hai
Shaida Allahabadi
Ghazal
Mahboob Anwar
Ghazal
ek hii mausam raas nahii.n aataa hai kabhii
sarso.n gehuu.n aur chaaval kii faslo.n ko
Asim Wasti
Ghazal
tum ne maTar pulaav kaisaa banaayaa begam
chaaval to gal ga.e hai.n kachchii magar maTar hai
Iqbal Firdausi
Ghazal
utar aate hai.n ‘alaamaat ke baadal mujh me.n
ko.ii chuntaa hai ka.ii rang ke chaaval mujh me.n