SEARCH RESULTS
Showing search results for "chale.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chale.n"
Ghazal
na tujh ko maat hu.ii hai na mujh ko maat hu.ii
so ab ke dono.n hii chaale.n badal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Bashir Badr
Hindi Ghazal
yahaa.n daraKHto.n ke saa.e me.n dhuup lagtii hai
chale.n yahaa.n se chale.n aur umr bhar ke liye
Dushyant Kumar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "chale.n"
Marsiya
ruKH par pasiina jism me.n ra.asha jabii.n pa chii.n
puuchhaa kidhar chale to ye bole kahii.n nahii.n
Meer Anees
Ghazal
mere maalik aap to sab kuchh kar sakte hai.n
saath chale.n ham aur duniyaa kii aa.nkhe.n dekhe.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
haatho.n me.n haath le ke yahaa.n se guzar chale.n
qadmo.n me.n pul-siraat sahii raastaa to hai
Jameel Malik
Sher
ab apnaa iKHtiyaar hai chaahe jahaa.n chale.n
rahbar se apnii raah judaa kar chuke hai.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ab apnaa iKHtiyaar hai chaahe jahaa.n chale.n
rahbar se apnii raah judaa kar chuke hai.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
aa.o phir dil ke samundar kii taraf lauT chale.n
vahii paanii vahii machhlii vahii jaal achchhaa hai
Adeem Hashmi
Sher
kuchh yaadgaar-e-shahr-e-sitamgar hii le chale.n
aa.e hai.n is galii me.n to patthar hii le chale.n
Nasir Kazmi
Ghazal
Jaun Eliya
Sher
is shahr-e-be-charaaG me.n jaa.egii tuu kahaa.n
aa ai shab-e-firaaq tujhe ghar hii le chale.n
Nasir Kazmi
Ghazal
ab 'faraaz' aa.o chale.n apne qabiile kii taraf
shaa.irii tark kare.n bojh uThaane lag jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Madan Mohan Danish
Ghazal
Adeem Hashmi
Sher
Jaun Eliya
Hindi Ghazal
chale havaa to kivaa.Do.n ko band kar lenaa
ye garm raakh sharaaro.n me.n Dhal na jaa.e kahii.n

