SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaman lal chaman"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chaman lal chaman"
Ghazal
vaqt-e-sahar hai aur chaman me.n shabnam chamke aise
jaise kirno.n ke dhaago.n me.n motii ho.n anmol
Chaman Lal Chaman
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "chaman lal chaman"
Ghazal
zaraa sii baat par aamaada ho jaa.e jo la.Dne par
pujaarii vo ahinsaa kaa chaman gautam nahii.n hotaa
Chaman Bhatnagar
Qita
kyaa puuchhte ho kyaa mai.n 'chaman' soch rahaa huu.n
ye daur hai kyo.n amn-shikan soch rahaa huu.n
Chaman Sitapuri
Nazm
kahkashan
samaa.n dekh kar tum kahaa.n kho ga.e
'chaman' jii tum aa kar yahaa.n so ga.e
Adeeb Sami Chaman
Ghazal
aa jaa.o ki bahaar hai apne shabaab par
'ibn-e-chaman' ke vasl kaa saamaa.n kiye hu.e
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
ab bhii hai ham ko ahl-e-chaman bas unhii.n se pyaar
is dil ko baar baar dukhaane ke baa'd bhii
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
ibn-e-chaman hai terii vafaa.o.n pe jaa.n-nisaar
apnaa banaa ke tuu ne mukammal kyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
Gaafil nigah-e-hosh se ra.ng-e-chaman ko dekh
parvurda-e-KHizaa.n hai zamaana bahaar kaa
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
kis se kahuu.n ki thii vahii gul-haa-e-ra.ng-ra.ng
bikhrii hu.ii jo KHaak savaad-e-chaman me.n thii
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
mere chaman me.n kis liye paabandiyaa.n hai.n aaj
thaa mujh ko iKHtiyaar abhii kal kii baat hai