SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaman-dar-chaman"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chaman-dar-chaman"
Ghazal
siine me.n dil misaal-e-chaman-dar-chaman to ho
jo zaKHm ho hariif-e-gul-o-yaasman to ho
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
vaqt-e-sahar hai aur chaman me.n shabnam chamke aise
jaise kirno.n ke dhaago.n me.n motii ho.n anmol
Chaman Lal Chaman
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "chaman-dar-chaman"
Nazm
kahkashan
samaa.n dekh kar tum kahaa.n kho ga.e
'chaman' jii tum aa kar yahaa.n so ga.e
Adeeb Sami Chaman
Ghazal
aa jaa.o ki bahaar hai apne shabaab par
'ibn-e-chaman' ke vasl kaa saamaa.n kiye hu.e
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
ab bhii hai ham ko ahl-e-chaman bas unhii.n se pyaar
is dil ko baar baar dukhaane ke baa'd bhii
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
ibn-e-chaman hai terii vafaa.o.n pe jaa.n-nisaar
apnaa banaa ke tuu ne mukammal kyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
hai.n masle hu.e shaaKH dar shaaKH gul kyo.n
chaman dar chaman saaneha kis liye hai
Tabassum Anwar
Nazm
mehnat
kitaabo.n ke ambaar ye ilm-o-fan
ye Gunche shaguufe chaman-dar-chaman
Matin Tariq Baghpati
Sher
kise KHayaal thaa miTtii hu.ii ibaarat kaa
mahak rahaa thaa chaman-dar-chaman samaa.at kaa
Khaleel Tanveer
Ghazal
ajab nahii.n ki chaman-dar-chaman bane har phuul
kalii kalii kii sabaa jaa ke god bhar aa.ii