SEARCH RESULTS
Showing search results for "char"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "char"
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
use kaun dekh saktaa ki yagaana hai vo yaktaa
jo du.ii kii buu bhii hotii to kahii.n do-chaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
piyuu.n sharaab agar KHum bhii dekh luu.n do-chaar
ye shiisha o qadah o kuuza o subuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Sher
umr-e-daraaz maa.ng ke laa.ii thii chaar din
do aarzuu me.n kaT ga.e do intizaar me.n
Seemab Akbarabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "char"
Ghazal
Adeem Hashmi
Sher
Nida Fazli
Nazm
nisar main teri galiyon ke
gar aaj auj pe hai taala-e-raqiib to kyaa
ye chaar din kii KHudaa.ii to ko.ii baat nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
haif us chaar girah kap.De kii qismat 'Gaalib'
jis kii qismat me.n ho aashiq kaa garebaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ka.aba o dair me.n yaa chashm-o-dil-e-aashiq me.n
inhii.n do-chaar gharo.n me.n hai Thikaanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye jo diivaane se do-chaar nazar aate hai.n
in me.n kuchh saahab-e-asraar nazar aate hai.n