SEARCH RESULTS
Showing search results for "chashm-e-shafaq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chashm-e-shafaq"
Ghazal
tuu ne bhii o.Dh rakkhii thii diivaar ai 'shafaq'
tuu bhii thaa aa.ine me.n barahna darii.n che shak
Shafaq Sopori
Ghazal
kyo.n ulajhtaa hai in ehsaan-faraamosho.n se
o 'shafaq' kyaa hu.aa hai yaar tuu paagal to nahii.n
Shafaq Sopori
Ghazal
naaraaz ho gayaa hai KHudaa sab se ai 'shafaq'
duniyaa tamaam pyaar ke rishte se kaT ga.ii
Aziz Ahmad Khan Shafaq
BOOKS MATCHES FOR "chashm-e-shafaq"
MORE MATCHES FOR "chashm-e-shafaq"
Ghazal
ye sa.ng-e-KHvaab 'shafaq' aa.nkh ke pasiine par
kisii bhii vaqt phisal jaa.egaa KHabar nahii.n thii
Shafaq Sopori
Ghazal
dil baaG-baaG kyo.n na ho ye soch kar 'shafaq'
shahr-e-Gazal me.n ko.ii miraa ham-navaa to hai
Shafaq Tanveer
Ghazal
dekho ki os vahshat-e-tan par pa.Dii 'shafaq'
aur KHema-e-havaa me.n dahaktii hai KHaamushii
Shafaq Sopori
Ghazal
ai 'shafaq' puuchho na kyaa dil pe mire biit ga.ii
duur hii se vo mujhe dekh ke katraa jaanaa
Syed Shafaq Shah Chishti
Ghazal
kiyaa hai aise masaa.il ne muztarib dil ko
har ek ashk-e-'shafaq' Gam kaa ruKH badaltaa hai
Usha Shafaq
Ghazal
na jaane kaun apaahij banaa rahaa hai hame.n
safar me.n tark-e-safar kaa KHayaal kyuu.n aayaa
Aziz Ahmad Khan Shafaq
Ghazal
ye hamaarii bad-nasiibii thii ki ab tak ai 'shafaq'
ishq me.n barbaadiyo.n ko raa.egaa.n samjhaa kiye