SEARCH RESULTS
Showing search results for "chashm-e-shafaq"
Nazm MATCHES FOR "chashm-e-shafaq"
Nazm
ek nae lafz ki taKHliq
aa.nkh chehra jabii.n haath lab lafz hai.n
sub.h-o-shaam-o-shafaq roz-o-shab lafz hai.n
Mohsin Naqvi
Nazm
urdu
mai-e-gul-rang-e-shafaq se rahe rangii.n tiraa jaam
terii har bazm-e-adab mai-kada-e-dil ho jaa.e
Sareer Kabiri
Nazm
ek KHwab aur
taabish-e-ra.ng-e-shafaq aatish-e-ruu-e-KHurshiid
mil ke chehre pe sahar aa.ii hai KHuun-e-ahbaab
Ali Sardar Jafri
Nazm
KHwab dekhna
misl-e-naira.ng-e-shafaq ham ne badalte dekhe
ishq-o-ummiid hai kyaa husn samajhte ho kise
Suraj Narayan Mehr
Nazm
holi
ab is mahiine me.n pahu.nchii hai yaa.n talak ye chaal
falak kaa jaama pahan surKHii-e-shafaq se laal
Nazeer Akbarabadi
Nazm
holi
gulo.n se mauj-e-shafaq rang khelne aa.ii
ajab hai arz-o-samaa par bahaar holii me.n
Birj Lal Raana
Nazm
aaj ki raat
shabnamistaan-e-tajallii kaa fusuu.n kyaa kahiye
chaa.nd ne phe.nk diyaa raKHt-e-safar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
husn-e-jaanan
tere ruKHsaar rang-e-shafaq ho ga.e
yaa'nii ye shaa'irii ke ufuq ho ga.e