SEARCH RESULTS
Showing search results for "chashma-e-faiz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chashma-e-faiz"
Ghazal
bhuule se muskuraa to diye the vo aaj 'faiz'
mat puuchh valvale dil-e-naa-kardaa-kaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
be-niyaazii kaa ye aalam hai to ik din ‘chashma’
mere dil ko vo ta.Dap suurat-e-maahii de.nge
Chashma Farooqi
Ghazal
maqaam 'faiz' ko.ii raah me.n jachaa hii nahii.n
jo kuu-e-yaar se nikle to suu-e-daar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
bhiigii hai raat 'faiz' Gazal ibtidaa karo
vaqt-e-sarod dard kaa hangaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
MORE MATCHES FOR "chashma-e-faiz"
Nazm
nazr-e-sahir
chashma-e-faiz shaa.erii us kii
us ke har sher me.n ravaanii hai
Syed Husain Ali Jafri
Ghazal
dayaar-e-Gair me.n mahram agar nahii.n ko.ii
to 'faiz' zikr-e-vatan apne ruu-ba-ruu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo duusro.n ke liye kyaa bane.nge chashma-e-faiz
jo aap apne gunaaho.n pe sharmsaar nahii.n
Amjad Ali Ghaznawi
Ghazal
chashma-e-faiz hai kyaa zaat mire saaqii kii
ek qatre ko kahaa jis ne samundar paayaa
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
tishna tishna se badan me.n hai sharaabii nashsha
chashma-e-faiz tirii aa.nkh se phir jaarii hai
KHalid Malik Sahil
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
chashm ko shauq-e-ashk-baarii hai
chashma-e-faiz hai ki jaarii hai
Meer Muzaffar Husain Zameer
Ghazal
aashnaa dost nahii.n bahr-e-fanaa ai mun.im
chashma-e-faiz hai daulat ise jaarii rakhnaa